kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jazbaat - mazaak nahi lyrics

Loading...

[verse 1]
it is not a joke ye mazaak nahi hai aaj jo kar rahahu me
jab tak manzil tak na pahunch jaau isliye chal rahahu me
ek din bade fakr se kahunga aaj to shows kar raha hu me
nind aadi maut fakat thodi der ke liye rozana mar raha hu me
mere log kate hai mausiqi ki kala me grow ho raha hu me
kya hoga meri zindagi ke aane wale lamho me darta hu me
me jaanta hu me gano se thodo ko kar raha hu khush, thodo ko bor kar raha hu
me galat kiya hu bahut kuch, ab sambhal hu ab kharab aadoto se hat g_ya hu me
pehle me bhi tha bekari ab tera bhai har chiz me mubtala hai
maze ki nashe ki nind me tha ab tera bhai hutpada hai
jani tu khud kar lega ye menе khud ko khud kaha hai
khuda hai to insano ke samne jhuna kya hai
kischiz ki mujhe sharm, na ruk raha hai jab sе ye kalam uthaya hai
na koi karega madad sif kahenge kyu tu rutha hai
jischiz se dard liya hai, use pe shayari likh raha hu isliye shukriya hai
aap nahi samjhoge ye mene kyu kaha hai

[hook]
mera khwab pura karne ke liye me mehnat karu ye mazaak nahi hai
raat ke waqt chalu kese jab mere pass roshani ka chirag nahi hai
lekin challan hassad ki kiske pass yaha aag nahi hai, iska hisab nahi hai
yakin nahi hai khud pe isliye munafiko ke pass awaaz nahi hai, ye mazaak nahi hai

[verse 2]
me kisi chiz ka hissa sa nahi mujhe mat kaho tum gangster
jo likha hai g_ya hai sach mujhe mat kaho tum actor
kuch bolna hi hai toh kedo mujhe rapstar
har roz aaye mujhe warnings miljaa ek bar
inke baato pe hai kale daag
inse mera waqt zaya yani bekar
sif ek rakho lekin khatarnak rakho ek car
gane likh raha hu main kuchh to karna hai ye saal, abhi mera wahi haal
music pe kitne saalo se jari hai yahi kaam
khuda mujhe maaf kare sab jante hai kya hai haram
kyu nazar nahi a rahe aas paas mere, yaha sif char yaar mere, abhi saap 4 5 dekhe, bacche hai last chance tere, tizori me band rakho khaaz raaz mere, kyuke raaz khaaz mere, sar pe aaj taj leke, raj aaj se hai
me mahsus karo jaise alauddin khilji hath me talwaar leke
kamzor kyu hath katte hai, saza do jo hath paar kare
[hook]
mera khwab pura karne ke liye me mehnat karu ye mazaak nahi hai
raat ke waqt chalu kese jab mere pass roshani ka chirag nahi hai
lekin challan hassad ki kiske pass yaha aag nahi hai, iska hisab nahi hai
yakin nahi hai khud pe isliye munafiko ke pass awaaz nahi hai, ye mazaak nahi hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...