kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jazbaat - bangalore shahar كلمات الأغنية

Loading...

[hook]
aankhe kholte hi dekha to bengalore shahar hai
galiyo me dekho me charo taraf yaha kaun hai salamat khair se
mushkile kyu khatm na hote lekin mehnat aisi khoon bahe jaate hai pair se
pani hi pi ke ye jeere hai bhukke mare bahut dair se
khayal karo mere loggo ka naka ye gair hai
ek shakhs garibi ke mare khud ko khatm kar diya zair se

[verse 1]
bade afsos ki baat hai rozana kitne log marte hai faake se
khando pe zakham aur zakham pe bojh guzarna padta bade waake se
jho guzre hai ye chiz se unko pata hai ye halat kaisе
tu bhi samajh jaega ek din rekе dekh garibi ilake me
khud se sawal hai mera shahar chal raha hai kya izafe se
mere dost ke abbu intkhal ho g_ye the wahi dost ja raha tha aage se
bahut udaas tha woh man bola chhod jaane de
sochte hi ruh kapti hai kya biti hogi use pe jab uske abbu te jannaze me
aaj me ek sauda karuga sabko meri khushiya hi deduga
sab ka dard mere aansuo me leke mere palko pe lelunga
ye falak chat aur shahar mera ghar hai yahi tha aur yahi rahunga
aaj fir se udaasi ne dihe dastak aaj fir se me gano me kedunga
middle log inko dikhte third class kyu ke ye sharif zade
ye bangalore ki garibi dastan kya samjhenge ye amir zade
khate waqt inko na koi garib yad hai
tumse na ummid thi ummid thi to khuda apne sath hai
[hook]
aankhe kholte hi dekha to bengalore shahar hai
galiyo me dekho me charo taraf yaha kaun hai salamat khair se
mushkile kyu khatm na hote lekin mehnat aisi khoon bahe jaate hai pair se
pani hi pi ke ye jeere hai bhukke mare bahut dair se
khayal karo mere loggo ka naka ye gair hai
ek shakhs garibi ke mare khud ko khatm kar diya zair se

[verse 2]
kab kaise hi ek dam se achanak ye badlega rukh
zindagi me bahut suna jab tak sanz chale kabi mat ruk
buzurgo ke zuban se sif akikat nikale jab baat kare buzurg
bahut din se dekh raha tha aaj likh diya leke kalam aur book
mehnat ki thakan me maza ajata hai peene me pani ka ghut
ye khuda ki kudrat sukun mil jata hai jab darakt mare f_k pook le
mohalle me andhera chaya hai aftab aj bi aya nahi leke dhup
suraj ka ujala rehta to bacche khelte hue rahte khub
dua kiya hu shahar ke liye jo manga hai woh hoga zaroor
mera shahar meri jaan se badhati jaise kahi noor kahinoor
mera sina chir ke dekh likha hoga bengalore
huga yahi khatm aur yahi se shuru hui paidaishi
kuch nahi ladunga to hakke liye jeene ki bhi kya marzi bhi
me ek musalman hoke ek acchi chiz ka sath do ye mere pe farz hi thi
jho bola mene woh tamasha nahi woh dard bhari kahani asali thi
aaj kar diya baya kuch aisi batein raaz raaz hi thi

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...