kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

iconik - manmarzi lyrics

Loading...

intro

life is unpredictable

aur uska alag hi mazza hai

life goes full circle

aur us chakravyuh ne hi baandhi ye sama hai

toh kyun na jeeyein khulkar

jab jeene ko mila ye jahaan hai

tu kar toh sahi nazren upar

na hui shaam bus badal’n se dhaka ye aasmaan hai

toh kyun dabaani hai woh ulfat

jo hai teri raza, j_sme tera hi nasha hai

verse 1

ye dil nadaan bada

ye badal’n me leta aakaar bana

itni manmohak ye chitra kalaa

ki aakaashganga bhi de paar laga woh kashti kagaazi jispe ho likha manmarziyaan

ab tu hi de bata

ichchaon pe bus chalta kahan

man ka toh shringaar chanchalta

aur wo bhi thoda nasamjh sa

intezaar ko bhi na samjhta

jo mila usse man kahan bharta

har din naya armaan panapta uska toh hai bus ek hi sapna

that

bridge

i wanna tick all the things of my bucket list

i wanna fulfill all the wishes that my heart insist

i wanna tick all the things of my bucket list

i wanna fulfill all the wishes that my heart insist

vеrse 2

mein beparwaah sa alag rahеin chunu

kabhi basant ki pehli fizayein bannu kabhi ret ke ghar me lehron ko sunu

kabhi ped ki chaon me phulun phaalon

kabhi waqt ke jese kahi udd chalun

agar meri hai ye zindagi toh kyun na pehle isse apne naam karun

ho na koi bandishay

karun jo man kahe

na koi sawaal kare
na koi malaal rahe

hum kyun ho duniya ki umeedon pe khadein

hum kyun dusron ke hisaab se chalein

bhai mein toh

chorus

karunga woh jo mera man chahega

kab tak tu is dil ko fuslayega

karunga woh jo mera man chahega

kab tak tu khud ko rok payega

karunga woh jo mera man chahega

kitna kamayega, kitna gawayega

ant me toh mar hi jayega

isliye

karunga woh jo mera man chahega

karunga woh jo mera man chahega

karunga woh jo mera man chahega

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...