hey ritesh - dekh diya كلمات أغنية
( hook )
dekh liya joh mene maana nhi aaj tak
nikli woh bewafa wafa bani khash ab
saaf dil ka main pyar yeh vinashak
jitna tujhe chaha uthna tuda rehgai aas ab
khass ab mera koi bhi nhi ab
yakin karun kis pe waqt hi galat
mehfil main betha main akela saksh
intezar yakin main karta nhi ab
( v_rs_ )
haa teri woh batein sari jhutti
mujhko toh lagta tha sach main tu ruthi
roti thi video pe sakal bana ke
main pyar ka mara fir sach samjha woh bhi
khodi tune nhi nibhaya sath
bat karna chatata sunne nhi ap
ankhon main pani main piya sarab
gujar gaye din lekin aye nhi ap
khab dekhun tujhe bataun har bar
lekin woh toh kar gaye dil pe hi bar
har ek premi ki yehi yehi kahani
joh karta hai pyar milta usko nhi sath
zindagi tujh pe nichavar kari thi
woh samay galat tha hum bane karibi
dil ki yeh dhadkan ruk si gai thi
tu ishq banke ai ha mujh se mili thi
jab jab teri yaad mujhe aye
beete pal ankhon se bhete hi jaye
kehte yeh jaye ab karna nhi pyar
dard bohot deta hai sachi main yrr
haa yeh sab ko pata hai
har 1 aashiq ko mili saja hai
jante hai pyar main milti daga hai
woh dhit hai fir bhi piche pada hai
chod diya mene sab ko yun
yehi main soch ke rota hun
rehta hun main sab se dur
dipress main hun nhi samjha tu
becha ban gaya logon ke liye
unne toh dhoke pe dhoke
har galti hum ne toh kari hai maaf
pyar ko mere kyu samjhe nhi ap
aye pagal rota hai kyu
main toh sab kuch khota rahun
kosta ta rahun main khud ko hi
kash na mile hite hum se hi
( hook )
dekh liya joh mene maana nhi aaj tak
nikli woh bewafa wafa bani khash ab
saaf dil ka main pyar yeh vinashak
jitna tujhe chaha uthna tuda rehgai aas ab
khass ab mera koi bhi nhi ab
yakin karun kis pe waqt hi galat
mehfil main betha main akela saksh
intezar yakin main karta nhi ab
كلمات أغنية عشوائية
- jean bleu - dawaleeb - دواليب كلمات أغنية
- 芹澤優 (yu serizawa) - rock me kiss me tv size ver. كلمات أغنية
- souffrance - 32 mesures de guerrier كلمات أغنية
- old forest - curse of wampyr كلمات أغنية
- ihbn - banch كلمات أغنية
- emmy duvo - heartfelt (takeoff) كلمات أغنية
- asuo - who tf was in the club?? كلمات أغنية
- ولاء الجندي - raheel - رحيل - walaa jundi كلمات أغنية
- bumkey (범키) - t.i.e (take it easy) كلمات أغنية
- grandotour - rains. كلمات أغنية