kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hatim (pak) - jaane na كلمات أغنية

Loading...

[verse]
dar ba dar
phirta ye dil mera
kyun bay ghar
tu nay kiya mujh ko bekhabar
naz hai kya tum ko ab iss qadr

[pre_chorus]
lagay tu ab koi marhala hai
mera dil kabhi paar kar na paaye
madhoshi mein kya nazar ayega na
aisa aena mujhe na dikha ye

[chorus]
tu jaane na, jaane na, jaane na
haan matlabi hogaya dil tera
thi humsafar tu meri kuch bataa
jaane na, jaane na, jaane na

[verse]
bewajah ye maslay saaray
dou gunah yunh barhtay jaaray
asmaan mein khogayi tu
na ashna jo hogayi
hai bemazah ye zindagi
kya begunah tou mein nahin
[pre_chorus]
kesi zaalim hai tu yun
bhagaati reh
saari raat ye bechaini jagaati hai
ab khamoshi mein yunhi mein marta hun
inhi yaadon ki khatir tu sun le

[chorus]
tu jaane na ohh
ye dil mera
hai matlabi, matlabi
tu jaane na

[outro]
tu jaane na, jaane na, jaane na
haan matlabi hogaya dil tera
thi humsafar tu meri kuch bataa
jaane na, jaane na, jaane na

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...