kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hassaan shaheer & umair - laparwah كلمات أغنية

Loading...

[verse 1]
is be_haali ko hum kaise suljhayein?
din be_khayali mei reh kar guzar jayein
agar palat kar tum ne nazar mila li
aik pal mei tera bhi dil pighal jaaye

[pre_chorus]
ghairon ki baat na suno
(ghairon ki baat na suno)
ab yoon azmaya na karo
(azmaya na karo)
mann ka tum raaz khol do
(tum raaz khol do)
dil se parda utaar lo

[chorus]
tere bin na
mera jeena mumkin nahi
dil laparwah
iska bharam tum torna nahi
tere bin na
mera jeena mumkin nahi
dil laparwah
iska bharam tum torna nahi
(bharam tum torna nahi)
[verse 2]
aashiq mizaaji bhi tum ne hum ko sikhaaye
khamoshi darmiyan, kuch bhi hum keh na paaye
ganimatein dil mei, bayaan karke tou dekho
pal bhar mei tamanaein poori ho jaayein

[pre_chorus]
woh samjho mei keh raha
(woh samjho mei keh raha)
dil yeh awaaz de raha
(dil yeh awaaz de raha)
zamana behka raha
(zamana behka raha)
bula raha mehkhana

[bridge]
par jo nasha teri ankhon mei na
mujhko milay na mеhkhanay mei bhi
tu laut aa
meri baahon mei haan
kardе khatam meri deew_ngi
(khatam meri deew_ngi)

[chorus]
tere bin na
mera jeena mumkin nahi
dil laparwah
iska bharam tum torna nahi
tere bin na
mera jeena mumkin nahi
dil laparwah
iska bharam tum torna nahi
(bharam tum torna nahi)
[outro]
rock_rock_rockstar

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...