kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

harrynem - hai khuda lyrics

Loading...

door hua hai, kyun woh mujhse
mere khuda kya thi wajah
uska pata, kya hai bhala
mere khuda, mujhko bata

hai khuda agar tu kahin bhi
tu mujhe uska deedar kara
jee na paun, main marna chahun
tu mujhe uska deedar kara

aana chahun main dar pe tere
magar tu mujhse khafa hi raha
kaha na tujhse lafaz koi, yeh
dard akele main sehta raha

aana chahun main dar pe tere
magar tu mujhse khafa hi raha
kaha na tujhse lafaz koi, yeh
dard akele main sehta raha

tere bagair main kaise rahoonga
tu hi soch zara

hai khuda agar tu kahin bhi
tu mujhe uska deedar kara
jee na paun, main marna chahun
tu mujhe uska deedar kara

tu jo mile khawabon mein aake
to tujhse dil ka haal kahein
sochun uthke main har subha
toh dhundali dhundali si yaadein rahein
teri yaadein mujhe pagal banayein
na jaye jiya mara

hai khuda agar tu kahin bhi
tu mujhe uska deedar kara
jee na paun, main marna chahun
tu mujhe uska deedar kara
tu mujhe uska deedar kara

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...