kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hamza jahangir - umeed كلمات أغنية

Loading...

[verse 1: hamza jahangir]
yeh kaisa imtehaan hai?
kyun saara jahaan yeh khara hai?
yeh kya chaahte hain, koi inse pooche zara
jo naa kar saka jo yeh chaahein ge
tou kya yeh mujhko phir bhi chaahein ge?
kya mera kasoor ke mein haami bharta raha?

[chorus: hamza jahangir]
ab umeedein yeh aisi
pahaaron ke jaisi laga ke
mein chhota sa banda
kyun itni unchayi pe hoon khara?

[post_chorus: hamza jahangir]
naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa_naa

[verse 2: hamza jahangir]
khwahishaat ka yahan qatal
khuwab bhi majboori may jaate hain badal
par yeh sab hamare hi kiye ka rad_e_amal

[chorus: hamza jahangir]
tou, umeedein kyun aisi laga ke hum bethe jahaan se
jo boya hai kaatein ge waqt mila tou uraan se
umeedein kyun aisi laga ke hum bethe jahaan se
jo boya hai kaatein ge waqt mila tou uraan se
[post_chorus: hamza jahangir]
naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa_naa_naa

[outro]
naa_naa_naa_naa
naa_naa_naa_naa_naa_naa

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...