![kalimah.top](https://kalimah.top/extra/logo.png)
gurnazar - wah ji waah lyrics
dil behla kar ji munh modne ka
dil behla kar ji munh modne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
kamaal hai kamaal hai
tumhari vi kamaal hai
kal hor koyi naal si
ajj hor koyi naal hai
kamaal hai kamaal hai
tumhari vi kamaal hai
kal hor koyi naal si
ajj hor koyi
arey choron ki tarah
chori karke daudne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
ae haan..
arey bhulna tumhare liye
aam baat hogi
tumko humari baatein
kahan yaad hogi
arey bhulna tumhare liye
aam baat hogi
tumko humari baatein
kahan yaad hogi
kahan yaad hongi ji
kahan yaad hongi
arey naye naye chehron se
roz naate jodne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
todne ka..
nazar ji nazar ji
kiya karo qadar ji
tez tez chalte ho
rakha karo sabar ji
nazar ji nazar ji
kiya karo qadar ji
tez tez chalte ho
rakha karo sabar ji
arey istemaal karke
log piche chhodne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
wah ji waah kya hunar
hai dil todne ka
كلمات أغنية عشوائية
- cezinando - 40 dypt lyrics
- gloria estefan - they can't take that away from me lyrics
- altamira - deixe brilhar lyrics
- hall johnson - cabins lyrics
- adriiian - all that glitters lyrics
- the fvfth - was that the gas talkin? lyrics
- sidney hiltson - underground!!!! lyrics
- yunai - you & her lyrics
- giovanni caccamo & deborah iurato - amore senza fine lyrics
- mara (foulamerde!) - i do lyrics