kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

emiway bantai - sorat كلمات أغنية

Loading...

suune wali baat hai
samjhane wali baat hai
baki beaf me na to sirf banta hai
yaha pe sirf dene wali baat hai

ae han badi manzil ka musafir dil chhota nahi rakhte
life sorat nahi hai chhote chalna nayi alag pe
mere jaisa banna chahte par tu nahi hai mera bhai
thoda mehnat thoda planning baki cchora maine rabb pe

badi manzil ka musafir dil chhota nahi rakhte
life sorat nahi hai chhote chalna nayi alag pe
mere jaisa banna chahte par tu nahi hai mera bhai
thoda mehnat thoda planning baki cchora maine rabb pe

tere maut ka janaza uthaye char kandhe
jab tu zinda life me uthane aayge kya wo char bande
war denge kamzor ko kam karo kam socho
kisi pe nahi nirbhar matlab tamil mе han santosh ho

khushi khush kya hai kisne yaha mehsoos kiya
isi khushi ko bas bechnе ke liye gareeb ko bas use kiya
kanjoos ya dikhate jab baat aati madad ki
sambhala zameer main jab paise ki tadap thi

han apno ki tarakki jab shiksha do sadak ki
kaise khareedega paiso se tarakki
bate ye dhadak ki bheje ki sarakti
pratiksha ko riksha aur taxi me suraksh_t
rakhna aapn kam shaitan khule aam hai
mard bana dard aurat ke liye ye aam hai
bola tha na gane se sab badal dunga maa main
fakeer nikal rap karne pahucha dekh kaha main

badi manzil ka musafir dil chhota nahi rakhte
life sorat nahi hai chhote chalna nayi alag pe
mere jaisa banna chahte par tu nahi hai mera bhai
thoda mehnat thoda planning baki cchora maine rabb pe

badi manzil ka musafir dil chhota nahi rakhte
life sorat nahi hai chhote chalna nayi alag pe
mere jaisa banna chahte par tu nahi hai mera bhai
thoda mehnat thoda planning baki cchora maine rabb pe

log war karte chupke se jau main ab ruk kaise
dukh dega sabko to milega tujhe sukh kaise
chhutte se bana main idhar note wala
bakro ka kasayi ab bulate mujhe goat wala

coat mala ek kamra char parivar
banda sadko pe te haar rone nikle ghar se bahar
naya din wahi haal whi poodi wal maal
wahi kheech keech ke guzar raha hai saal

kamyaab hone tadap chahiye diili ya baraf chahiye
sana bheja magaj chahiye
hosla kadak aur prayaas tujhe karna nahi hai
life bhi saras chahiye
ghar me nahi khane ko aur chillam me inko charas chahiye
han hastag sadak me bola tabse sabko sadak chahiye
sabko jo mila wo ni lala hamko alag chahiye
han rasta mera yahi tha nikla waha se guzar ke
nikhar ke kaise aayega jab baitha hai tu bigad ke

sudharna apna kaam hai shaitan khule aam hai
mehnat pe aane mat de wo karta intezaam hai
bola tha na gane se sab badal dunga maa main
faqeer nikla rap karne pahucha dekh kaha main

badi manzil ka musafir dil chhota nahi rakhte
life sorat nahi hai chhote chalna nayi alag pe
mere jaisa banna chahte par tu nahi hai mera bhai
thoda mehnat thoda planning baki cchora maine rabb pe

badi manzil ka musafir dil chhota nahi rakhte
life sorat nahi hai chhote chalna nayi alag pe
mere jaisa banna chahte par tu nahi hai mera bhai
thoda mehnat thoda planning baki cchora maine rabb pe

suune wali baat hai
ye samjhane wali baat hai
baki bantai jisko samjhna hai samjh jayega
warna zindigi samjha degi
maloom haina

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...