kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

echoflare - khanjar pe marham كلمات أغنية

Loading...

tere khwabon mein kho chuka hu
jaise teri yaadein bhi yaad aati hain
jo tu na ho saath toh yeh kyun satati hai
ab jab tere paas hoon toh tu hi yaad aati hai
na milega dubara kahin toh yaadon mein kyun aati hai?

ab jo chala diya hai tune khanjar mere zakhmon pe
marham bhi kaam na aaye
jaaye na ye aankhen teri mere khayalon se
toh ab ye khayalon mein hi doob jaaye

mila hai jo dard na mila tha kabhi
jaise tu thi yahin main bhi tere siwa kahin na jaata
jo main dekh ke kadam rakhta tha ab kuch kaam na aata
jab tu yaad aati hai

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...