kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

darshan raval – do din كلمات اغاني

Loading...

tumse miley do din huve
phir kyun lagey na dil
ab se merey bas mein nahi

teri suney ye dil …

main jitni baar milun
mujhe kam hi lagta hai
dil seedha saada tha
ab sanki lagta hai

(ta ra ra.)
ki tumse pyaar main karta hoon
(ta ra ra.)
ki tumpe main yun marta hoon
(ta ra ra.)
ki tumse pyaar main karta hoon
(ta ra ra.)
ki tumpe main yun marta hoon

tera pata poocha kare
khud laapata hai dil
tu kam se kam yeh toh bata
kya chaahe tera dil …

main jitni baar milun
mujhe kam hi lagta hai
dil seedha saada tha
ab sanki lagta hai

(ta ra ra.)
ki tumse pyaar main karta hoon
(ta ra ra.)
ki tumpe main yun marta hoon
(ta ra ra.)
ki tumse pyaar main karta hoon
(ta ra ra.)
ki tumpe main yun marta hoon

woh hum baithe yahin rahe
woh aake chale g-ye
woh hum baithe yahin rahe
woh aake chale g-ye

(ta ra ra.)
ki tumse pyaar main karta hoon
(ta ra ra.)
ki tumpe main yun marta hoon
(ta ra ra.)
ki tumse pyaar main karta hoon
(ta ra ra.)
ki tumpe main yun marta hoon

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...