kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

danish roomi - tere khat كلمات أغنية

Loading...

[chorus]
tere khat aaj bhi mere paas hain
kar doon jala ke inko raakh mein
woh shakhs aaj jo tere saath hai
likhta hai woh bhi kya? tu bata mujhe
tere khat aaj bhi mere paas hain
kar doon jala ke inko raakh mein

[verse 1]
han, nahi kamata utna mein
jitna woh tujh pe lutaata hai
par ab bhi kya tere kehne pe
meelon door se aata hai?

[chorus]
tere khat aaj bhi mere paas hain
bhejun kya usko mein? yeh bata mujhe
woh shakhs aaj jo tere saath hai
bhejun kya usko yeh? tu bata mujhe

[verse 2]
jitne loug bhi mere paas thay
tere baad ab woh yahan nahi
mera raaj tha iss jahaan pе
tere saamnay mein gadaa nahi
[chorus]
tеre khat aaj bhi mere paas hain
naa_raa_naa_raa_naa
naa_raa_naa_raa_naa
naa_raa_naa_raa_naa_raa_naa_raa
naa_raa_naa_raa_naa
naa_raa_naa_raa_naa
naa_raa_naa_raa_naa_raa_naa_raa

[verse 3]
taaron ki raahon may, tu meri baahon may
sach ke andheron may pehron jaaga kartay thay
tere_mere sapnay yoon choray adhooray kyun?
karne mukammal mein dhoondun kis ko ab, aur kyun?
oh_ho

[outro]
tere khat aaj bhi mere paas hain
kar doon jala ke inko raakh mein

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...