dakshita & gaurav kapoor - nazariya كلمات أغنية

[verse 1]
madhoshiyan
beetega yeh lamha, badi hi mushkil se
kahaniyan
bani nahi, adhoori hai khidmat mein
dillagi
badhi hai mushkilein
talaashoon mein
apna ghumaan
[verse 2]
yahi meri raat, shaamein yahi
puchhu main khud se, baatein wahi
khoyi main rahoon jazbaaton mein yuhin
dekhu main jab aaina, dikhe mujhe tu
chup kyun hai tu? kya hai tu majboor?
khamosh kyun, hoon haqdar main
na koi jawaab hai, kyun kare tu vaar hai?
[chorus]
nazariya tera, nazariya mera
nazariya tera, nazariya mera
nazariya tera, nazariya mera
jo hua…
[rap]
gehri mein saans le raha hoon
dheere dheere chhodta ja raha hoon
un pehluon ko jinka maksad na pehchaan paayi
yeh meri maansikta
halke mein liya tha, banda tha baste mein jo dikhta
pata nahi tha, wazan badh jaayega, haan
bhaari yeh bojha, kandhon ko thoda thaka jaayega
jaan liya yaar, thaan liya hathiyaar
sabak seekha, badalne ka maan liya hai yaar
sheeshe ke paar, sheeshe ke aar
khada dekhu khud ko main saaf
nazariya maangu darkhwaast
phir bhi na deta jawaab
khada rehta jaise bustam
aankhon mein dekhe bas ab
thoda tedha uska hai roop
phir bhi woh mera swaroop
ab joonjhoo usmein bhi yaar
zindagi de de na saath
yeh lamha bilkul beswaad
kyun na mujhe milta hai woh raaz?
jahan pe na kar doon woh paap
likh doon koi aisa main granth
mitke jo jeeta rahe
amar ho jaaye hum
[chorus]
nazariya tera, nazariya mera
nazariya tera, nazariya mera
nazariya tera, nazariya mera
jo hua..
كلمات أغنية عشوائية
- whywewish - leda/cora كلمات أغنية
- miraa may - amen كلمات أغنية
- louise post - float كلمات أغنية
- chris montez - i'm glad there is you (in this world of ordinary people) كلمات أغنية
- mesita (indie) - on through the dark كلمات أغنية
- alejandro lara - obedecer كلمات أغنية
- hecky - demostrar كلمات أغنية
- dmtboy - останови (stop) كلمات أغنية
- addamah - elevate كلمات أغنية
- lil oil spill - lemmon 713 كلمات أغنية