kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

chhetri jee – aukaat nahi hai كلمات اغاني

Loading...

[[verse 1]]
lo main han ayega saari baat batane
aisa waisa kuch nahi saare raaz uthane
mujhse dekhi nhi jaati unki wo saari bak-bak
haraamkhoron ko unki seedhi aukaat bataane

ke tum eng wala pop nahi tum hindi wala paap ho
main bhole ka vardaan hun tum krodh muni ke shaap ho
main to jwala-mukhi sa fat-ta hun tum bus farzi see bhaap ho
tum hero kahin bhi ban lena par mere aage flop ho

main hun dhruv taare sa khaas aur tum bahot hee aam ho
main kaamyaab aur tum bade nakaam ho
taash ke patton sa beta tera mera difference
main huk-m ka ikka aur tum jhoru ke ghulaam ho

to mere kaam mein dhakhal dena nhi aap ka business
tum jaakar sambhaalo apne baap ka business
oh tooh tumhe pasand nahi hai bargaining?
tumhara saala sadak chhaap sa business!

[[chorus]]
mere jaisa soch sake tu teri wo aukaat nahi hai
mere aage tu jo tik jaye tujhmein wo han baat nahi hai
mere jaisi soch rakhe tu teri wo aukaat nahi hai
mere aage tu na tikega tujhmein wo han baat nahi hai

[[verse 2]]
aur main fail raha hun rappers mein ek khauf ki tarah
raaz saare khol-ta wikileaks blogs ki tarah
mujhse bach pana beta tera nahi hai mumkin
sab main jaan-ta hun sherlock ki tarah

hip-hop ke naam pe naam kamaya tumne hiphop nahi kiya
hip-hop khud ko kaha tumne logon ko hip-hop nahi diya
teerchi topiyan pehenkar bhi han tum bht nache
par ab sab jante hain tumne hiphop nahi jiya

aur rap karne mein to hum baap hain tumhre
saare fan mere tagde jitne saath hain tmhre
shayd kabai na dhulenge gr tum na badle
hip-hop k naam par jitne paap hain tmhre

aur mere kaam mein dhakhal dena nhi aap ka business
tum jaakar sambhaalo apne baap ka business
oh tooh pasand nahi hai bargaining?
tumhara saala sadak chhaap sa business!

[[chorus]]

[[dialouge]]

[[chorus]]

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...