kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

claudin, ek_shay, rajan panwar, mc eddie, flexing mac - the pentagon كلمات الأغنية

Loading...

the pentagon

[claudin]

old school beat pe
desi rap dalke
jo aag paida hoga
usse thoda door rehna
yea aag jalata
fake rappero ka bheed ko
jo khudko bole
main bada sa rapper hai
jo kafi cool hai
toh sunle chote
tu rapper hai
phir hum toh fool hai
jo likhte kaagazo pe
dil ke baat rhyme karke
jo likhte hai sawaal puch ke
jawaab lene
dabakar dekhle
avaz hamare dabate nhi hai
khuda ne diya hai kalam
toh woh jo bole main karu
aisa vaisa na mila hai yea kalam
dil pe choth tha
zakhm ko mita diya hip hop ne
mujhe mila
khud se khudko milne ka moka
haa…..
na mujko rap ka hai shauk
mujko hai yeh pyaar
bolo mujhe sanki
par main sunta baas yea
dil ke baat
pehle sab lagta theek hai
par yeh jhooth hai
alag scene hai
badh raha garmi kyu ke
culture ko mila awaaz

[ek_shay]

naam mere ek_shay
dehshadh tu dekh le
rap rakhu paushthik
like doodh mein ho keley
shayari wo sunti
deewani mere dhun ki
peeche pade aashique uske
phir bhi mujko chunti
bars thoda sanki
healthy jaise haldi
mere gaane sunn k
haters logo ki jalti
beeti baatein kalki
aadatein badal di
desh k liye jaan du
coz india is my country
old school beat mein karne aya hu vibe mein toh
kaafi hu tez tujhe jeena hai toh side dedo
sochne ki tujko zaroorat kya
mein hu birbal mujse bhi koi aake upaaye lelo
prithuvi ka prakop hai
prakarti ka yeh rog
aandiyo ki daudh mein
shamil hue hai log
dard ka hai bojh
aasuon ko poch
zaalim hai duniya
aur tu khud ki kar le khoj
ye dil ki saari daastaan
mere faisalo’ may faasla
pyaar k naam pe
mujse hua yeh hadsa
khel hai dimag ka
jo dil bhi nahi janta
kaarname itne mere
jaan k anjaan tha
haaa
shabdon se karta hu mein prahar(haa)
phir b kyu mujpe ho rahe atyachar(kyun)
kalam se meine likha ye sab(kya)
marne k baad b hu kalakaar

[rajan panwar]

dil me hai kissey jaise dabe ho makaan me
mere ye vichar jaise tarein aasman me
samjhega wahi bas jo bhi isey jaan le
ban jate t.n.t aate hi zubaan pe
andhrun hai khali chitt bhara tanhai se
abhi nahi hara zaari waqt se ladai hai
mol nahi kimato’ ka maine jo chukayi hai
bann baitha bura zyaada kari jo acchayi hai
zindagi jo kali mili laga ispe karr nahi
ghar mujhe aur pehchanta main ghar nahi
kavitaye main nahi mujhe hai wo rach rahi
zindagi hai dheemi maut sabse bada sach yahi

[mc eddie}

charge with sedition, my raps getting political
we’re not similar, my thoughts cynical
too dark for your fraud gimmick
authentic with the lyrics, i’m an odd miracle
in my element like aang in the spirit mode
on top, my spot’s locked, leave your jaws on my genitals
you take shots subliminal, so your bombs never got delivered
beautiful and twisted, the monster’s k!lling em
locals follow the prints like these paws identical
to the wolf in the woods where the laws are minimal
can you smell what’s cooking, rock it like johnson
i’m in the back locked and loaded, that’s shotgun
when i shoot my shot, do it like lebron, son
coming straight from the underground, like this is compton

[flexing mac]

mai cheeru in kaagaz ko kalam se lage mai trunks aur kaagaz hai frieza
if rehna hai bachke toh raho tum shaant mujhse karo tum beef naa
mere dark bars tumne padhe nahi woh devil se dark hai free verse
if devil ne padhe woh liney sari toh banega mera woh preacher
kare quarantine me cypher
aur lage har bar sniper
matlab seedha shot lage head pe
aur yeh waley track ko vibe kar(vibe hai, vibe hai)
ye flow hai itna dope
apne kaano ko chal amen keh
kehne ka matlab itna dope
ki blood ko dopamine de
hum beat pe chade aise
like nashe chade afeem ke
ghar hi baithe bana diye
dekho naa dope scene yeh
mai bar me rakhta bhaar
uthaane lagta hulk ka haath
matlab haath me ho jab kalam
kabhi nahi rakhta halka haath
i got this murderous pen i just
know how to k!ll with it
i would come with straight diss
rather than commenting sh_t
karu mai jab diss toh
karne lagta piece piece
mere naam me rakkha mac
serving beef i’m loving it b_tch

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...