kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

cashavv - gustakhiya lyrics

Loading...

gustakhiya
hamse hui
hua pyaar hai
tumse hame
nadaniyan
kar baithe hai
dil na faham
ise kya kahe

taaro me hai tu sitara
sundar sama ka nazara
hai kaafiron ko thikana
dariyaa ko kinara
meri dukh bhari si kahani mein
khushiyon ka hai tu pitara
tere ishq me doobe jayein
ab de bhi de sahara

behremiyan
itni bhi kyu
thori to de
muje rahatein
gustakhiya
hamse hui
hua pyaar hai
tumse hame
haaye

nazro mein teri muje
rab dikhta hai mahi
lehjon mein teri
hai saadgi
pyaar hua hai tumse
kisiko batayein kyu
baatein ye saari
hai raaz ki
sochu mein bas teri baatein
katt ti kaha pe hai raatein
aadat hai teri hi yaadon ki
tera naam leti hai saansein
likhne me tujhko jo baithu to
khaali hi kardu dawate
ik arsa intezaar ka
aur fir hui hai barsatein

kurbaaniyan
ham kya hi dein
tere bina
kurbaan hai
gustakhiya
humse hui
hua pyaar hai
tumse hame

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...