bebhumika, yashraj & deorachit - tu hai nayaa كلمات الأغنية
[intro: bebhumika]
khog_ye se lagne lage
rishte yeh sabhi
rishte saare
jaane bhi do, jaane do
khoye hue par
rastay naye bunay jahan
tu hai nayaa
tu hai samaa
samaa
tu hai nayaa
tu hai, tu hai
samaa
[verse: yashraj & bebhumika]
mere kal ki dorr main mein mera kal bhool chuka hun
tasveeron pe lagi dhool ki tarah mein mera bachpan bhool chuka hun
jal gya shareer mera taaliyon pe rung munch k rangon sa dhal chuka hun
maa bethi naraz mujhse aaj bhi tou lagta hai k mein mera bachpan bhool chuka hun
khud se charh k agar mein mere sapne nahi poore kar paya tou mein apni he nazaron mein girr jaun ga
agar jeet ka ghoont nahi le paaya to saala ghut ghut k marr jaun ga
aur agar mein bhi khud ko rok loon to mein khud se larr jaun ga
par har baar halaton se nikal k khud ko poora naya dekh k darta hun k mein mera bachpan bhool jaun ga
par yeh nayaapan apnate apnate seekha k puranay zakham ab kyun dukh nahi rahe
neend khulne k baad bhi sapne toot nahi rahe
bewaja logon pe hum rooth nahi rahe
bus pairon k neeche ki khisakti zameen se rishta jodne ki baat thi
saare jawab tere andar garhe hain bus woh khodne ki baat thi
bus apne kal se bhagna aur apne kal tak bhagne ka raasta morr g_ya
wohi puranay khud ko roz kehna chahta hun k tu hai nayaa
tu hai nayaa
كلمات أغنية عشوائية
- woods of ypres - shedding the deadwood كلمات الأغنية
- woods of ypres - intro: the shams of optimism كلمات الأغنية
- woods of ypres - dragged across a forest floor كلمات الأغنية
- woods of ypres - intro: the looming of dust in the dark (&… كلمات الأغنية
- woods of ypres - crossing the 45th parallel كلمات الأغنية
- woods of ypres - awaiting the inevitable كلمات الأغنية
- woods of ypres - a meeting place and time كلمات الأغنية
- will haven - death do us part كلمات الأغنية
- will haven - i've seen my fate كلمات الأغنية
- will haven - stick up kid كلمات الأغنية