![kalimah.top](https://kalimah.top/extra/logo.png)
baabul - keh raha hai lyrics
keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam
hum ishq mein mar jaayenge
kuch bhi sanam kar jaayenge
chhodenge na daaman yaar ka
wada raha wada raha wada raha pyar ka – 2
keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam
dooriyan na ab zara ho jaana
saanson ke darmiyaan
chhedti hai dhadkano ko pal pal
mausam ki narmiyaan
to aaja chaahaton ki shabnam pi le
lamhon mein sadiyon ko ji le
keh raha hai pal suhaana jaane jaa khaake sanam
tu khayaalon ke hansi saaye mein rehta hai raat din
kuch nahi hai zindagaani meri, ab tanhaa tere bin
to aaja janmo ka bandhan jode
thaam ke baahen na chhode
keh rahaa hai har fasaana jaane jaa khaake kasam
keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam
hum ishq mein mar jaayenge
kuch bhi sanam kar jaayenge
chhodenge na daaman yaar ka
wada raha
wada raha
wada raha pyaar ka
wada raha
wada raha
wada raha pyaar ka…
كلمات أغنية عشوائية
- dinah washington - fly me to the moon lyrics
- don cornell - hold my hand lyrics
- slick rick - why, why, why lyrics
- dion - my babe lyrics
- civil war rust - you've got a friend lyrics
- donna the buffalo - movin' on lyrics
- domino - tomodachi big friend lyrics
- dominici - hell on earth lyrics
- snow patrol - half the fun (uk bonus track) lyrics
- sodom - conjuration lyrics