kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

b. praak - aate rehte hain كلمات الأغنية

Loading...

ho koyi gham nahi tha waise
uski judaai ka
koyi gham nahi tha waise
uski judaai ka

par yeh kya bola usne
pachhtate rehte hain

arey usne humko chhoda
hai yeh baat keh ke
arey usne humko chhoda
hai yeh baat keh ke

ke tere jaise log toh
aate rehte hain

hum marenge jaldi jaldi
par kishton kishton mein
ab itni zyada chalti hai
apni farishton mein

ho ab itni zyada chalti hai
apni farishton mein

ho apna toh har din marna
so apni arthi ko
farishte har dooje din
uthate rehte hain
arey usne humko chhoda
hai yeh baat keh ke
ke tere jaise log toh
aate rehte hai

arey usne humko chhoda
hai yeh baat keh ke
ke tere jaise log toh
aate rehte hai

jis ped ne tumko chhaon di
woh jadd kata baithe
hum udd rahe the aasmaan mein
par kata baithe

teri tasveerein jalane ke
chakkar mein jaane jaan
hum aise aashiq tere
apna ghar jala baithe

ho apna ghar jala baithe

ho ab itni nafrat hai humko
haaye tere chehre se
ke teri tasveeron ko
zehar khilate rehte hain
arey usne humko chhoda
hai yeh baat keh ke
ke tere jaise log toh
aate rehte hai

arey usne humko chhoda
hai yeh baat keh ke
ke tere jaise log toh
aate rehte hain

saari raat rote rehte hain
rulate rehte hain

oh saari raat rote rehte hain
rulate rehte hain
dhakke likhe hain karmon mein
so khaate rehte hain

na koyi hasane wala
na nachane wala humko
toh khud ka hath pakad ke
khud ko nachate rehte hain

hum itne paagal ho g_ye
tere jaane ke baad
ke bujhe huye deeyon ko
bujhate rehte hain
arey usne humko chhoda hai
yeh baat keh ke
ke tere jaise log jaani
aate rehte hain

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...