
azaan sami khan & annural khalid - ae dil كلمات أغنية
[intro: azaan sami khan]
ae dil zara kuch tou bata
kis raah pe hum chalne lagay?
[pre_chorus: azaan sami khan & annural khalid]
faasle tou thay par mere na thay
duur mujhse kaise wo rehne lage?
na kabhi ishq hua hai mera kam
tere dil mai arsa raha hun
teri kami hai aur kuch bhi nahi
ae dil bata kya tu hogi meri?
[chorus: azaan sami khan and anural khalid both]
aj kal dil mera ye samajhta nahi
rehna hai tere din par ye rehta nahi
hai ijazat tumhein mujh se milna nahi
ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
[bridge: azaan sami khan]
aana kabhi
aana kabhi
aana kabhi
[verse 1: azaan sami khan & annural khalid]
ranjishein saazish teri hai nawazishein
justuju guftagu, meri kuch sifarish
be_khudi barhnay lagi tishnagi hone lagi
be_sabab uski talab aur meri be_bassi
[pre_chorus: azaan sami khan & annural khalid]
raasta bhool na jana kahin tum
jaana duur na jana kahin tu
teri kami hai aur kuch bhi nahi
sunta nahi kyun wo aarzi meri?
[chorus: azaan sami khan and anural khalid both]
aj kal dil mera ye samajhta nahi
rehna hai tere din par ye rehta nahi
hai ijazat tumhein mujh se milna nahi
ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
[verse 2: azaan sami khan & annural khalid]
be_khabar ho gayi tum se nadaani
mukhtasir reh gayi meri kahaani
kyun jeena haar ke, khwahishoun ko maar ke?
tu bann gaya mera ek tarfa pyaar sirf
[pre_chorus: azaan sami khan]
na kabhi ishq hua hai mera kam
tere dil mai arsa raha hun
teri kami hai aur kuch bhi nahi
ae dil bata kya tu hogi meri?
ae dil bata kya tu hogi meri?
[chorus: azaan sami khan and anural khalid both]
aj kal dil mera ye samajhta nahi
rehna hai tere din par ye rehta nahi
hai ijazat tumhein mujh se milna nahi
ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
[outro: azaan sami khan, azaan sami khan and annural khalid both]
ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
aana kabhi
aana kabhi
aana kabhi
aana kabhi
كلمات أغنية عشوائية
- siobhán donaghy - fickle كلمات أغنية
- smoke city - só danço samba / jazz n' samba كلمات أغنية
- manuel garcía - el oro del tiempo كلمات أغنية
- ready the prince - lightning كلمات أغنية
- maddji - guhkki - far كلمات أغنية
- kube - flippaa كلمات أغنية
- pete dello - there is nothing that i can do for you كلمات أغنية
- pom pom squad - shame reactions كلمات أغنية
- marty gray - the exact date كلمات أغنية
- asif balli - tapa tap (diss 18+) كلمات أغنية