kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ashir - tera roothna lyrics

Loading...

tera roothna mujhko pyaara laga hai
tera roothna mujhko pyaara laga hai
mohabat ka yeh bhi isharaa laga hai
yeh jaane hai dil
yeh jaane hai dil
yeh jaane hai dil
jo hai khwahish tumhari
haseen lag rahi hai yeh saazish tumhari

wo pal na ho jiski khabar tujhko na du
wo pal na ho j_sme khabar teri na lu
gwaah in palo ki hain saansein humari
suno dharkano ki jo hai bekraari
mere humnashee yeh yakeen ho chlaa hai
safeena mera ab kinaare laga hai
yeh jaane hai dil
yeh jaane hai dil
yeh jaane hai dil
jo hai khwahish tumhari

agar mujh se pehle tha koi tumhara
tha do pal ka saaya wo maazi ka dhaara
suno zindagi ki haqeeqat yahi hai
jo tumse mili hai mohabat yahi hai

jo tum humsafar ho na phir koi dar ho
bohut dil nasheen ye sahara laga hai
tera roothna mujhko pyaara laga hai
mohabat ka yeh bhi isharaa laga hai
yeh jaane hai dil
yeh jaane hai dil
yeh jaane hai dil
jo hai khwahish tumhari
haseen lag rahi hai yeh saazish tumhari

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...