kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

arstah - bhanwar lyrics

Loading...

phansa jaisay ye bhanwar main hay dil mera milay nahi rasta
sir main hay dard main sari raat jaagta
raat hijar ki hay aye mehtaab na
ranj ye sehnay ki rooh main ab taab na
soch nay meri kiya mujhay gharkaab haan
aag ka darya bahay ye sharyaanoon ka
tut kay chubtay haen daikhoon ab khuwaab na
roohein haen dikhti batati per naam na

hay meri zindagi kahani ye anokhi si
paye thi main nay kyun wo raani jab khoni thi
goong_y laboon pay hay kahani meri choti si
keh na main sakta
naatay ki jab ye zanjeer tunay tor di
ho kay juda jo takdeer tunay mor di
khuwaaboon main aa kay kyun satati phir raat din
mujh ko day bata

hay meri zindagi kahani ye anokhi si
paye thi main nay kyun wo raani jab khoni thi
goong_y laboon pay hay kahani meri choti si
keh na main sakta
naatay ki jab ye zanjeer tunay tor di
ho kay juda jo takdeer tunay mor di
khuwaaboon main aa kay kyun satati phir raat din
mujh ko day bata

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...