armaan malik - kyun rabba كلمات الأغنية
dil hanste hanste ro pada
dard aansuon mein hai badha
dil hanste hanste ro pada
dard aansuon mein hai badha
tooti sabse yaari
main toh zindagi se haari
g-yi saanson ko dukha ke kahan pe ye hawa
kyun rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chhodeya
dhadakne ke liye dhadkano mein
kuch na bacha
kyun rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chhodeya
dhadakne ke liye dhadkano mein
kuch na bacha
todeya ve
todeya ve
dhadkano ne
todeya ve
khud ka wajood kho g-ya
saaya bhi paraya ho g-ya
dekha hai tujhko kahin pe
bole mera aaina
khud ka wajood kho g-ya
saaya bhi paraya ho g-ya
dekha hai tujhko kahin pe
bole mera aaina
khudko na pehchaanu
pata khud ka na jaanu
jaaun main kahan pe
dikhe na raasta
kyun rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chhodeya
dhadakne ke liye dhadkano mein
kuch na bacha
kyun rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chhodeya
dhadakne ke liye dhadkano mein
kuch na bacha
dil ka naseeb tha bura
jo socha tha woh na hua
door se jo laga samandar
tha woh manzar ret ka
dil ka naseeb tha bura
jo socha tha woh na hua
door se jo laga samandar
tha woh manzar ret ka
dhokha de g-yi taqdeerein
jhoothi nikli laqeerein
karun kispe yaqeen samajh mein aaye na
kyun rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chhodeya
dhadakne ke liye dhadkano mein
kuch na bacha
kyun rabba iss qadar todeya ve
ki ik tukda na chhodeya
dhadakne ke liye dhadkano mein
kuch na bacha
كلمات أغنية عشوائية
- swingin utters - scary brittle frame كلمات الأغنية
- tura satana - empty كلمات الأغنية
- wings - mrs vandebilt كلمات الأغنية
- winterpills - portrait كلمات الأغنية
- wings - don't let it bring you down كلمات الأغنية
- winterpills - a folded cloth كلمات الأغنية
- wings - c moon كلمات الأغنية
- wings - time to hide كلمات الأغنية
- wings - children children كلمات الأغنية
- wings - girlfriend كلمات الأغنية