kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

arjun kanungo - ilzaam lyrics

Loading...

bata de mujhe
wajah de mujhe
mera hi main na raha
sab dhoondh rahe

maine kiya aisa kya
hum phir na mile

main khud se hi kyun laapata
hata de use mita de use
duniya bani pyar ki ilzaam tale
tune kiya aisa kya hum phir na mile

tune kaha tha mujhe
na chhod ke jaana kabhi
phir kyun palte ho alag
par boora toh nahi

ilzaam lage ke main badal g_ya
kyun badal g_ya kabhi poochh meri jaan
aansuon se bhara samandar tha mera
tu tair na saki main doob g_ya
ilzaam lage

king!
thodi wafa mujhse bhi kar leti
maan leta paar khuda ke
na jaane seh g_ye kitne sitam
socha tum haqdaar wafa ke

hum ghalti se seekh g_ye
kabhi karna na bharosa
husn walon pe

khulke bata do kya hisaab karoge
ho itna chup reh ke kya barbaad karoge
aur ab jo le hi chuke ho tum sab humara
ab kyun yaad karoge

ilzaam lage ke main badal g_ya
kyun badal g_ya kabhi poochh meri jaan
aansuon se bhara samandar tha mera
tu tair na saki main doob g_ya

tere zulmon ko main aaj bhi
hoon kyun seh raha
tu be_wajah bewafa kyun bani
pehli dafa jahan yeh mera ro g_ya
sab kho g_ya jo tu na mili

jaane jaana aisa kya hai
tune mujhse jo churaya
mujhse poochho jeena kya hai
itna chah ke bhi mil na paya
maine maana dil dukh hai
apne haal pe rona aaya
duniya jeeti sab kamaya
bas ek pyar tera hisse na aaya

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...