archiet k - teri yaadon se كلمات الأغنية
[pre_chorus]
teri in yaadon se ladna ab na mujhko mumkin he
raaton me akela baitha tanhayee se darta hoon
khud hi khudme khudse behke shaitanon se ladta hoon
aakhein meri nam hai sari raatein jagi tere khaatirrr
[verse]
saaya hai saaya
sirf tera hai chhaya
karde azaad mere messiah
gussa hoon tujhpe jo tune kiya saara mujhpe kyu itna sitam
kyu tere chehre se dar sa lagta hai na dekhu to ata hai gham
lage tu kyu bhool chuka meri saari yaadein bana kyu tu mujhse anjaan
karam tere saare mujhe bhoolne dete nahi jo kiye mere dil pe nishaan
chize padi yahape teri yaad ata tu
chizo ko hi lapet ke me raatonme rota hoon
taraste hai kaan mera naam to pukaar
thak chuki rooh mere dil ko sambhal
[hook]
jaanta hoon andar se aane nahi wala tu
jaanta hoon andar se dikhne nahi wala tu
jaanta hoon andar se khoob me tujhko
jaanta hoon mera naam lene nahi wala tu
jaanta hoon mere saamne hasne nahi wala tu
jaanta hoon mere saamne rone nahi wala tu
jaanta hoon roz mera jeena mushkil hai
jaanta hoon azaadi nahi mujhe teri yaadon se

[bridge]
ay archiet
uth uth lavkr uth
chal chal kaam karychay kaam karaychay
[verse]
din bhar studio me ghar bana baitha tujhe bhoolne ko karta hoon kaam
raaton me phir gaane sunne baitha hoon to kese ati teri koi yaad
bata hi nahi sakta ki doob chuka unme ki teri baatein kitni thi khaas
dikhta hai sirf tera dhundla chehra mujhe
dikhta hai sirf tera dhundla chehra mujhe
[pre_chorus]
teri in yaadon se ladna ab na mujhko mumkin he
raaton me akela baitha tanhayee se darta hoon
khud hi khudse khudme behke shaitanon se ladta hoon
aakhein meri namm hai sari raatein jagi tere hi khaatirrr
[bridge]
teri in yaadon se
raaton me akela
[hook]
jaanta hoon andar se aane nahi wala tu
jaanta hoon andar se dikhne nahi wala tu
jaanta hoon andar se khoob me tujhko
jaanta hoon mera naam lene nahi wala tu
jaanta hoon mere saamne hasne nahi wala tu
jaanta hoon mere saamne rone nahi wala tu
jaanta hoon roz mera jeena mushkil hai
jaanta hoon azaadi nahi mujhe teri yaadon se
كلمات أغنية عشوائية
- spencer & hill - i want you كلمات الأغنية
- the little stevies - no button كلمات الأغنية
- las pastillas del abuelo - permiso y prometo كلمات الأغنية
- dread zeppelin - good times bad times كلمات الأغنية
- big d the impossible deon evans biggie smalls - father and son (alebumaye) كلمات الأغنية
- farazi & kodes kahra - kumarbaz كلمات الأغنية
- maple suede - dead cement كلمات الأغنية
- scott bradlee's postmodern jukebox - always be my baby كلمات الأغنية
- chris brown - all in (solo) كلمات الأغنية
- majik mc - waves كلمات الأغنية