
anuradha paudwal - tumhein apna banane ki كلمات أغنية
tumhe apna banaane ki kasam
khaayi hai khaayi hai
tumhe apna banaane ki kasam
khaayi hai khaayi hai
teri aankhon mein chaahat hi nazar
aayi hai aayi hai
tumhe apna banaane ki kasam
khaayi hai khaayi hai
mohabbat kya hai main
sab ko bata doonga
mohabbat kya hai main
sab ko bata doonga
zamaane ko tere
aage jhuka doonga
teri ulfat meri jaana woh rang
laayi hai laayi hai
teri ulfat meri jaana woh rang
laayi hai laayi hai
tumhe apna banaane ki kasam
khaayi hai khaayi hai
tere honton se main
shabnam churunga
tere honton se main
shabnam churunga
tere aanchal tale
jeevan bitunga
meri nas nas mein tu
banke lahoon
samaayi hai samaayi hai
meri nas nas mein tu
banke lahoon
samaayi hai samaayi hai
teri baahon mein hai
dono jahan mere
teri baahon mein hai
dono jahan mere
main kuch bhi tho nahin
dilbar bina tere
tujhe paake zamaane ki khushi
paayi hai paayi hai
tujhe paake zamaane ki khushi
paayi hai paayi hai
tumhe apna banaane ki kasam
khaayi hai khaayi hai
teri aankhon mein chaahat hi nazar
aayi hai aayi hai
tumhe apna banaane ki kasam
khaayi hai khaayi hai
كلمات أغنية عشوائية
- rozz dyliams - 7k rubiyat at swans كلمات أغنية
- deni - alma nua كلمات أغنية
- hinos de cidades - hino de tapauá كلمات أغنية
- débora e léia - lâmpada apagada كلمات أغنية
- velhos e usados - a menina dos olhos da cor dos cabelos كلمات أغنية
- josé orlando schäfer - salto do yucumã كلمات أغنية
- leôncio e leonel - irmã maria كلمات أغنية
- alô som - me chama كلمات أغنية
- os mateadores - sob o manto das estrelas كلمات أغنية
- cantata faz nos um - o dom mais precioso é amor كلمات أغنية