anshu - tum laut aao na كلمات الأغنية
kya tumhe yaad hai ve khubsurat pal
woh pahadon ki maggi,ve mitti ke ghar
woh nadiyon ka sangam, woh kadkati thand
woh kabile ka rang manch,ve pyaar bhare geet
kya tumhe yaad hai hamare use ghar ka naam
jise kabhi hum khayalon basaye the
tum jaanti ho na bada laparwah hoon par
aaj vi tumhare pyaare tohfe rakhe jaan se sambhal
badi raas aaya karti thi tumhari har adaen
har bandi se karun main taarif tumhare baare
yaara taras rahoon tumhari wahi masoom nigahen
mujhe ek mauka do main tumhen fir se mana lunga
kabhi yaadein aaye meri to aa jaana wahi shame
ussi dariya kinaare jahan mila karte thee
hum do j_sm ek jaan kabhi hua karte thee
isase pahle hum dost bhi to hua karte thee
wahi dosti lauta do meri ban jao humdard
main wada karta hoon tumhari be_wafai per iske baad kabhi koi gaana na banaunga
aashiqui bhula kar sachi dosti nibhauunga
shayad bhul g_yi ho wada hua tha еk roz
chahe jo bhi ho baat kabhi jayenge na chod
khеr ho jaata sabse bhul ab laut aao na
yeh na sochna ki main tum per gussa karunga
ek baras beet g_ya tumhare aane ki tamanna mein
aisi kya wajah rahi tum aaye nahi
aaj to khwabon,khayalo se door mujhse ru_b_ru milo na
aaj salgirah hamari
tum laut aao na aur dooriyan na badhao meri khoi hui zindagi ko rasta dikhao na
tum laut aao na
tum laut aao na ….
كلمات أغنية عشوائية
- d-rah - my lies كلمات الأغنية
- meghane lex - down كلمات الأغنية
- imani coppola - rattle كلمات الأغنية
- max gowan - bit all the hooks كلمات الأغنية
- bino rideaux - all i got كلمات الأغنية
- yung shengshi - truth كلمات الأغنية
- yu seung woo - 어릴적엔 (when i was young) كلمات الأغنية
- in search of solace - deathwish كلمات الأغنية
- hooss - freestyle booska french riviera كلمات الأغنية
- mage 4 - fitadiavana كلمات الأغنية