kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ananyaverse - dil khooni كلمات أغنية

Loading...

hahahahah

woh raatein, woh baatein
woh galiyan mein kho jaate
haathon mein haath leke
akhiyon mein kho jaate

kyun hain yeh dooriyaan
yeh saari majbooriyaan
hai kya zaroori haan
batao naa

dil mein jo baatein hain
aao kuch batate hain
khud mein kho jaate hain
yeh kahaaniyaan

yeh dard kyun mujhe diya
ishq mein kyun behka diya
phir chor ke chala gaya
adhuri dil khooni

woh raatein, woh baatein
woh galiyan mein kho jaate
haathon mein haath leke
akhiyon mein kho jaate
kyun hain yeh dooriyaan
yeh saari majbooriyaan
hai kya zaroori haan
batao naa

jab uski baahon mein tum lipte ho
aur labon se use yeh kehte ho
“main hamesha saath hoon
main hamesha paas hoon”

kya uskе hi tum ho
dil khooni ho

woh raatein, woh baatein
woh galiyan mein kho jaatе
haathon mein haath leke
akhiyon mein kho jaate

kyun hain yeh dooriyaan
yeh saari majbooriyaan
hai kya zaroori haan
batao naa

adhuri dil khooni
adhuri dil khooni
adhuri dil khooni
adhuri dil khooni
khooni, mar daaliyaan
dil khooni
dil khooni

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...