
anandmurti gurumaa - mere satguru deen dayaal lyrics
mere satguru deen dayaal
kaag se hans banaate hain
mere satguru deen dayaal
ki soya manua jagaate hain
ajab hai santo(hn) ka darbaar
ki dete jahan bhagti bhandaar
shabda anmol sunaate hain
ki man ka bharam mitate hain
mere satguru deen dayaal
kaag se hans banaate hain
mere satguru deen dayaal
ki soya manua jagaate hain
guru ji sat ka dete gyaan
jeev ka eesh(/ish) se lagta dhyan
ki amrit khoob pilaate hain
ki man ki pyaas bujhate hain
mere satguru deen dayaal
kaag se hans banaate hain
mere satguru deen dayaal
ki soya manua jagaate hain
ho kar lo guru charno ka dhyan
sehaj parkash ho jaage gyaan
woh apna gyaan lutate hain
ki bhav se paar lagaate hain
mere satguru deen dayaal
kaag se hans banaate hain
mere satguru deen dayaal
ki soya manua jagaate hain
كلمات أغنية عشوائية
- everyday dogs - nevada lyrics
- tur-g - dat is gangster lyrics
- reona - untitled world lyrics
- uslindile - blue lyrics
- denkare - silver orbit lyrics
- oboy - cruel lyrics
- fading into lights - buried lyrics
- lexabubble - never ending lyrics
- end of the world - stargazer (reimagined) lyrics
- idaly - voodoo lyrics