
ajjay gosswami, priyanka negi & sanjeev chaturvedi - bedardia كلمات أغنية
mere chehre ki rangat, utaar gaya vo
mere chehre ki rangat, utaar gaya vo
mujhpe marta hai kehke mujhe maar gaya vo
mere chehre ki rangat, utaar gaya vo
mere chehre ki rangat, utaar gaya vo
mujhpe marta hai kehke mujhe maar gaya vo
mujhe lehron ke sapne dikha ke
mujhe lehron, ke sapne dikha ke
meri kashti bhavar me utaar gaya vo
meri kashti bhavar me utaar gaya vo
mujhpe marta hai kehke mujhe maar gaya vo
bedardia, bedardia
ye kya kiya tune ye kya kiya
bedardia, bedardia
ye kya kiya tune ye kya kiya
maine kab kaha, jo main kahu, vahi vo kiya kare
gar khush nahi, to khud ko mujhse juda kare
jis kadar nibha raha hu main uske saath zindagi
use to chahey ke mera shukriya ada kiya kare
bedardia, bedardia
ye kya kiya tune ye kya kiya
bedardia, bedardia
ye kya kiya tune ye kya kiya
jate ho to jaao, jaha bhi tumhe jaana hai
duniya ghuum aao, bohot bada zamana hai
zara bhi lage, galati ho gai tumse
bina sooche, ghr lout aana hai
ye mat soochna mujhe khud ko mahan banana hai
bs tumhe zindagi ka itna sa sabak padhana hai
ki bhatakne walo ka nahi ye zamana hai
bhatakne walo ka nahi ye zamana hai
bedardia, bedardia
ye kya kiya tune ye kya kiya
bedardia, bedardia
ye kya kiya tune ye kya kiya
كلمات أغنية عشوائية
- gwilym - o ddifri كلمات أغنية
- joe stamm - the storm كلمات أغنية
- muasır - pal sokağı çocukları كلمات أغنية
- sebastian (srb) - welcome to the show كلمات أغنية
- ynkeumalice - pluto كلمات أغنية
- krowzuh - our last dance كلمات أغنية
- inretrospect - sweardown كلمات أغنية
- hawk mattei - summer24.wav كلمات أغنية
- 友成空 (tomonari sora) - グッドモーニング (good morning) كلمات أغنية
- lil mazzyy - call me كلمات أغنية