kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ahmer - sun raha hai? lyrics

Loading...

intro:

dil ki baat
i don’t know it’s kinda hard to be in this zone
takes a toll on you
it ain’t easy
yeah

verse:
bas ek hi
baat bole zehn ye baar baar
khali waqt ki kami hai mere yaar
jabse tera haath qalam se pyaar karne laga
na dekha aar paar bang_ya jaan nisaar
abbey aisa itna thodi hota hai
acha bol mujhe sab sota hai?
acha bola kitna kab rota hai tu?
itna numb itna sunn hota hai kyu?
itna bey hiss, kare na harkat
bed pe laita, dil o dimaag bandh
zyada khamoshi, bhi bane sar dard
bane anjana, tu bane gaflat
tu chhup ke ladta
kuch na karta
karta tu bohot kuch
par woh samajh kahan?
bhool ke hass ta
hass ke ruswa
door hai duniya
ab seekhu chalna

verse 2:
tu sun raha hai?
phate jeb hai tere
na tera ata na pata
sab lagta khel hai tujhe, bol?
bola fareb hai yahan
tu ban raha sher hai jahan
wahan paida hote lootere
main bola tha!
tu apni sehat aur halat dekh
lagta khoon se lipta, pehle apni hifazat dekh
inko na padta koi farak jab tak naam na bada
yahan famous chor ya daaku dekh
tu sun raha hai?
har jaga rap rap rap!
sab hai tujh pe proud but you ain’t getting sh_t back
maa ko horaha doubt that you won’t even come back
ek aur eid without you ek aur saal main f_ck that
abbey kaunsa jhanda gada tu
kya hi saala ukhada tu
dekh phir se baichara tu
f_ck this rap game bullsh_t
ye tere bas ki na hai f_ck the scene jo bhi sambhala
tu sun raha hai?
maane gha maarke hi kya apne aap ko?
hai tera koi na yahan hai to hai khali chaar log
aur jab tak na chaategha joote banegi haar dost
main thak chuka hun ab samjha ke that’ll be all
thak chuka hun
koi nahi bolne wala ye tujhe
but you know what? i’ll always count on you
you know why, kyu ki tu behtar hai sab se
aur apne kal se
they don’t deserve you
even you don’t!

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...