kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ahmad hasan - khwaab كلمات أغنية

Loading...

khwabon ki duniya hai, usme hoon main
hosh mein hoon ya yeh khwaab koi
teri hi aur chala hai yeh dil
koi to isme kami

dil yeh mera aaj se tera
kehta mann yeh deewana
hosh kahan ab, waqt kahan
tu hi bata de, o yaara

par jaanu na haal, toh maanu na baat yeh
kaise batayen tumhe hum
dil hai bhara, kabhi socha nahi tha
ki itna chahenge hum

jaane anjaane mein yeh dil ka sauda hua
socha na tha kabhi maine, toh aise bikega

dil yeh mera aaj se tera
kehta mann yeh deewana
hosh kahan ab, waqt kahan
tu hi bata de, o yaara

par jaanu na haal, toh maanu na baat yeh
kaise batayen tumhe hum
dil hai bhara, kabhi socha nahi tha
ki itna chahenge hum

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...