kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

aditya satpathy - nayan كلمات أغنية

Loading...

pehli baar dekha tumhe toh
ehsaan mujhko hua hai
ki asal khubsoorti
aakhir hoti kya hai

waise to hai dekhe maine
haseen nazare kaiin
lekin unn akhon sa
pehle kabhi kuchh dekha nahi

puchho kabhi agar tum
“meri akhon mein aisa kya hai?”
unke bare mein
maine kuchh yun likha hai

akhein tumhari har dard ki dawa hai
akhein kahun ya kahun ye kala hai
hai jisne bhi banaya inhe
kya khub banaya hai

sara sukoon mere jahan ka
tumhari in akhon mein hi basa hai
dekh ke noor inka
chand bhi sharmaya hai

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...