
abhishek singh - kaisa sama hai lyrics
Loading...
kaisa sama hai kaisa nasha hai mujh pe ye kaisa jadoo chala hai
dard bhi tu hi tu hi dawa hai, mujhko ye kaisa rog laga hai
kaisa sama hai, kaisa nasha hai
kaisa khumaar chhane laga dil ye mera gaane laga
badhne lageen betabiyan, isme maza aane lage
tune jo mere dil ko chua hai, mujh pe ye kaisa jadoo chala hai
dard bhi tu hi tu hi dawa hai, mujhko ye kaisa rog laga hai
kaisa sama hai kaisa nasha hai
ye kya mujhe hone laga, dil ye mera khone laga
mujhko nahin apni khabar, tujhpe fida hone laga
ab to na kaabu dil pe raha hai mujh pe ye kaisa jadoo chala hai
dard bhi tu hi tu hi dawa hai, mujhko ye kaisa rog laga hai
kaisa sama hai kaisa nasha hai
Random Lyrics
- broken bells - the chase lyrics
- the devil'z rejects - deadly lyrics
- sabai & danni carra - mirror lyrics
- automatic shoes - book ends lyrics
- ox33n - all in my blood (ft. meeez) lyrics
- jfortune goodman - who's a woman lyrics
- karahan - az laf lyrics
- velvet dreaming - real thing lyrics
- mia kodak - urget love lyrics
- esham - dogma lyrics