
abhijeet and alka yagnik - aur kya, aur kya كلمات أغنية
tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
yeh rang saare hai bas tumhaare
aur kya, aur kya, aur kya
tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
yeh rang saare hai bas tumhaare
aur kya, aur kya, aur kya
eh hey hey, aah haa haa
tum aaye ho to dekh lo
naya naya sa lage yeh jahaan, ho
haan haan haan haan haan, oh ho
haseen haseen hai yeh zameen
dhula dhula sa hai yeh aasmaan
tum ho to hai yeh samaa
aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
dhadak raha hai dil mera
jhuki jhuki hai palkein yahan, ho
haan haan haan haan haan, oh ho
jo dil mein ho, voh keh bhi do
ruki ruki si hai yeh daastaan
jazbaat maange zabaan
aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
yeh rang saare hai bas tumhaare
aur kya, aur kya, aur kya
كلمات أغنية عشوائية
- lxumy - 2za man كلمات أغنية
- ynkeumalice - oak tree with the heart كلمات أغنية
- so as to be - tequila mockingbird كلمات أغنية
- gohard iceman - flowers كلمات أغنية
- big roux - for real* كلمات أغنية
- joshu joshu & stiffy - adrenocromo / ricardo darín كلمات أغنية
- senya (fin) - kiiltokuva كلمات أغنية
- grey256 - messed up كلمات أغنية
- cor (nld) - bijna كلمات أغنية
- seaxes - all the advantages كلمات أغنية