
aashish kaushik - haryana lyrics
haryana haryana haryana haryana
yo pyara haryana yoh mhaara haryana
roti bana ke khet mein jaana
pedey ki chaa mein voh khaana
h-ss muskaa ke haal batana
dil mein na kuch bhi chupaana -2x
yo kyukar bhulya jaave yo bhulya jaave naa haa aa aa aa…
mud janam jo leve yo bhulya jaave naa
haryana haryana haryana haryana
yo pyara haryana yo mhara haryana
cho mein voh maa ka dhamkana
fher bula ke taati khawana
baap te har galti voh lukaana
thapki maar ke ne voh sulaana -2x
yo kyukar bhulya jaave yo bhulya jaave naa haa aa aa aa…
mud janam jo leve yo bhulya jaave naa
haryana haryana haryana haryana
yo pyara haryana yo mhara haryana
bachpan mein voh mele mein jaana
jhool ke jhula khush ho jaana
kaat ki gaadi zidd kar laana
din bhar gaala mein voh chalana -2x
yo kyukar bhulya jaave yo bhulya jaave naa haa aa aa aa…
mud janam jo leve yo bhulya jaave naa
haryana haryana haryana haryana
yo pyara haryana yo mhara haryana
roti bana ke khet mein jaana
pedey ki chaa mein voh khaana
has muskaa ke haal batana
dil mein na kuch bhi chupaana -2x
yo kyukar bhulya jaave yo bhulya jaave naa haa aa aa aa…
mud janam jo leve yo bhulya jaave naa
haryana haryana haryana haryana
yo pyara haryana yo mhara haryana
– aashish kaushik
Random Lyrics
- världen brinner - känslor jag spar lyrics
- greater vision - it means just what it says lyrics
- へたくそ (hetakuso) - chandu candy flower lyrics
- prabh deep & faris shafi - ustaadi lyrics
- tyler rossow - more! lyrics
- r4cket - tard anthem lyrics
- kendrick lamar, blxst & amanda reifer - die hard (mixed) lyrics
- peewee longway - bomb lyrics
- breydcap - preno muna lyrics
- neiiburr - mean girls lyrics