kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

21 the band – khushbu كلمات اغاني

Loading...

woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
masala phuul ka hai phuul kidhar jaega

hum to samjhe the ki ik zaḳhm hai bhar jaega
kya ḳhabar thi ki dariya hai utar jaega

woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai
woh jhonka hai jo aaega guzar jaega

woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
masala phuul ka hai phuul kidhar jaega

jaane wale ko jane du kehtay hain sayane loag
hum anjaan thay barson se nadaan thay

hum se bhi eik khatha huwi kahani ko sab samjhay
hum bhi hairaan hain, imtehan_i_ishq thi

hum ne bus tamana ki bus eik baar un se ghuftugu ho
yeh jurm bhi humein zindagi tarpaye ga

woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
masala phuul ka hai phuul kidhar jaega

hum to samjhe the ki ik zaḳhm hai bhar jaega
kya ḳhabar thi ki dariya hai utar jaega

woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai
woh jhonka hai jo aaega guzar jaega

woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega
masala phuul ka hai phuul kidhar jaega

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...