kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jagjit singh – jab kisi se koi gila rakhna كلمات اغاني

Loading...

jab kisi se koi gila rakhna
samane apne aaina rakhna
jab kisi se koi gila rakhana
yu ujala se wasta rakhna
samma ke pas hi hawa rakhana
samane apne aaina rakhna
jab kisi se koi gila rakhana
ghar ki tameer chahe jaisi ho
isme rone ki kuch jagah rakhna
samane apne aaina rakhna
jab kise se koi gila rakhna
masjid hai namazi to ke liye
apne ghar mei kahi khuda rakhna
milna julna jha jaruri ho
milne julne ka hausla rakhna
samane apne aaina rakhana
jab kisi se koi gila rakhana

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...